Jeevan Vigyan - A Guide Of Teachers Training: 01.2 ► ANUVRAT SONG (Hindi Script)

Published: 24.05.2021

Nayee drishti ho,nayee shriShti ho anuvraton kedvara, Badle yug ki dhara

  1. Manviya mulyoo ki raksha anuvrat ka ashaya hai
    Adhaytmikta pramanikta uska amal hridaya hai
    Hinsa ke is gahen timir mein anuvrat ek ujara
    Badle yug ki dhara

  2. Dharmik hai per nahi ki naitik bahut bada vismay hai
    Naitikta se shunya dharm ka yeh kaisa abhinaya hai?
    Is ulzhan ka dharm kranti hi kamaniya kinara
    Badle yug ki dhara

  3. Mulyaparak shiksha ke yug mein sanyam ka ankan ho
    Satya ahimsa se aaplavit jan jan ka jeevan ho
    Bhogvad ke chakravat se sahaj mile chutkara
    Badle yug ki dhara

  4. Vyakti banega swasth thabhi to swasth samaj banega
    Saghan swartha ki murchha ka upchar anuvrat dega
    Prakte ab par marth chetana upkrit ho jag sara
    Badle yug ki dhara

  5. Badhe prabal purusharth sabhi main abhinav aastha jage
    Jode sabke antar manas ko karuna ke dhaghe
    Tulsi maitree mantra achat ho nabh mein jyon dhruv tara
    Badle yug ki dhara
Sources

Title: Jeevan Vigyan - A guide Of Teachers Training
Author:
Muni Kishanlal, Subhkaran Surana
Publisher: Jain Vishwa Bharti, Ladnun
Digital Publishing: Ratna Jain


Share this page on:
Page glossary
Some texts contain  footnotes  and  glossary  entries. To distinguish between them, the links have different colors.
  1. Ahimsa
  2. Anuvrat
  3. Chetana
  4. Dharm
  5. Hinsa
  6. Karuna
  7. Mantra
  8. Purusharth
  9. Sanyam
  10. Satya
  11. Shiksha
  12. Swartha
  13. Tulsi
Page statistics
This page has been viewed 727 times.
© 1997-2024 HereNow4U, Version 4.56
Home
About
Contact us
Disclaimer
Social Networking

HN4U Deutsche Version
Today's Counter: