Techniques of Prekshadhyan: Preksha Song

Published: 26.03.2013

Preksha Song

Aatm saakshaatkaar Preksha Dhyan ke dvaara Svapn ho saakaar is abhiyaan ke dvaara
  1. Atmanaa atmavalokan hai yahi darshan
    Antaratma men sahaj ho satya ka sparshana
    Ksheen ho sanskaar antaradhayaan ke dvaara

  2. Maansik santulan, jaagrti aur chitta samaadhi
    Nikat ati, dura jati vyadhi, aadhi, upaadhi
    Prem kaa vistaar nij sandhaaan ke dvaara

  3. Badal jäte hai rasayan, granthiyon ke shraav
    Badlate vyavahaar saare, badalate hain bhaav
    Badalataa sansaar, aanaapaan ke dvaara

  4. Samasyaa aaveg ki hai vikatatam jag main
    Aadaton ki vivashataa hai vyaapt rag-rag mein
    Ho rahaa upachaar is avadaan ke dvaara

  5. Anupreksha aur leshy aadhyan, kaayotsarg
    Shvasa preksaa se dharaa par utar aaye svarg
    Hridaya ho avikaar keval gyaan ke dvaara
    Hridaya ho avikaar Tulsi gyaan ke dvaara
Aatm saakshaatkaar Preksha Dhyan ke dvaara Svapn ho saakaar is abhiyaan ke dvaara
Sources

Title: Techniques of Prekshadhyan

Publisher: Jain Vishwa Bharati, Ladnun

Edition: 2011

ISBN: 81-7195-191-0

HN4U Online Edition:2013

Share this page on:
Page glossary
Some texts contain  footnotes  and  glossary  entries. To distinguish between them, the links have different colors.
  1. Bhaav
  2. Chitta
  3. Darshan
  4. Dhyan
  5. Preksha
  6. Preksha Dhyan
  7. Samaadhi
  8. Satya
  9. Tulsi
Page statistics
This page has been viewed 1135 times.
© 1997-2024 HereNow4U, Version 4.56
Home
About
Contact us
Disclaimer
Social Networking

HN4U Deutsche Version
Today's Counter: